Kya sach me online paisa kama sakte hai? |
Hello, Namskar Dosto,
Swagat Hai Aap Sabhi Ka Tech Hindi Tricks Blog / Website Par.
Friends, Agar aap ke man me bhi ye sawal aa raha hai ki, "kya sach me online paisa kama sakte hai" To friends ye post apke liye hi hai. Friends hame lagta hai ki sirf compony me jakar ya koi shop kholkar ya koi mehnat wala kam karke hi paisa kamaya ja sakta hai. Kyuki hamne bachpan se yahi dekha hai and yahi sikha hai dosto. To kaise ham viswash kar le ki online paisa kamaya ja sakta hai. Isiliye chalo jan lete hai kya hai pura sach.
Ji ha dosto online se paise kama sakte hai. Apko to pata hi hai. Kuchh log khub mehmat karke paisa kamate hai aur kuchh log thodi mehmat aur thoda dimag lagakar paisa kamate hai. Online se paise kamane ke liye apko apke dimag and thodi mehnat karne ji jarurat hai.
Paisa Kaun Aur Kyu Deta Hai?
Apko bata du dosto internet puri tarah advertise/marketing par khada hai. Internet par sabhi paise inke hi through kamate hai. Yaha tak ki google bhi.
Apko pata hi hoga ki internet ka badshah google hai. Google ne apne bahut sare product internet par la rakhe hai. Jaise youtube, blogger, google-play-store aur na jane kitne. Ye sabhi platform logo ko paise kamane ka mauka deti hai.
Jaise apne dekha ho ki jab ham youtube par koi video open karte hai. To uske starting ya bich bich me ad's aati hai.Jo hamlog dekhte hai. Jis se jo bhi advertiser hai. Uske product ki marketing ho jati hai. Isiliye advertiser google ko paise deta hai.
Ab google ne vo ad apke video par dikhai isiliye apko google usme se kuchh % apko deta hai.Aise hi sabhi platform par hota hai.
Youtube par aap video ke jariye kamate hai. Blogger par aap koi article likhte hai to uske jariye kamate hai. Google playstore se aap aaplication banakar paise kamate hai.
Ye to sirf google ke jariye ji kamane ke tarike hai.Internet par aap aur kuchh karke bhi kama sakte hai. Jaise aapme koi kala hai. To aap us kala ke jariye bhi khub sara paisa kama sakte hai. Isi me apne data entry ka nam jarur suna hoga. Apko yaha diye huye data ko type karke dene ke paise milte hai.
Dosto apko yakin nahi hoga ki internet se log lakho me kamate hai. Vah bhi sirf thodi si mehnat aur thoda dimag ka istemat karke.
Agar apko bhi lagta hai ki ha mai bhi internet se paise kama sakta hu aur ha mai iske liye tayar hu to friends aap jaldi se hamare iss site ko subscribe kar le. Kyuki aane wale post's me mai apko isi bare me puri jankari dene wala hu. Vo bhi apko samjh aane wali simple hindi bhasha me.
Agar apko hamara aaj ka post achchha laga ya ab bhi apke man me koi sawal hai to aap comment jarur kare. Koi suggetion ho to aap contact us par de sakte hai.

Aap hamse yaha connect ho sakte hai...!!!
YouTube :- YouTube channel [Subscribe Now]
To friends aaj ke liye bas itna hi jald milenge apse ek naye earning se related post me tab tak ke liye namskar jai hind vande matram.
Great helpful for me
ReplyDeleteYeh foreigners dher sara video dalte hai YouTube me kya waha se bhi paisa kamaya jasakta hai?
ReplyDeleteJi Haan! Youtube Par Video Upload Kar Ke Paise Kamaye Jate Hain. Shart Hai Ki Aapke Video Par Ads Aate Ho Aur Visitors Bhi.
DeletePost a Comment
Agar Post Achchha Lage To Comment Kare.