Apple-Launches-New-Ipad-And-Macbook-Air-On-October-30 - Tech Hindi Tricks
Apple-Launches-New-Ipad-And-Macbook-Air
Hello, Namskar Dosto,
Swagat hai aap sabhi ka Tech Hindi Tricks blog / website par.
Friends, aaj kal to smartphone ka jamana hai. Jise dekho smartphone lena chahta hai. Un sabhi logo ke liye apple company 30 october ko rakhe apne iss event me ipad and macbook air lunch karne wala hai. Aaj ki iss post me ham apple ke iss new aane wale product ke bare me jan ne wale hai.
Last month apple ne 3 iphone model lounch kiye the. Jisme iphone xs and iphone xs max jo india me available hai. Ab aap iphone xr ki bhi pri-booking kar sakte hai.Iphone xr ki pri-booking aap.

1.Amazon
2.Iworld
3.Unicorn
4.Jio Official Website
5.Amazon India
6.Indiaistor
7.Airtel Online Store

In sabhi jagah se kar sakte hai.


***iPHONE XR-OFFER***

***Important:-iPhone XR ki bikri 26 october 2018 se start hogi.

◻️Indiaistore par chal rahe offer ke mutabik agar aap users bajaj fins arv card se payment karte hai. To apko ye iphone xr no cost emi par mil sakta hai.

◻️Vahi agar aap city and axis bank ke credit card se pay karenge to apko 5 percent cash back milega.

◻️Airtel online store par ye iphone xr ko 14,999 ke down payment par buy kar sakte hai.

***iPHONE XR PRICE***

iPhone xr 64gb variant - price- 76,900/-indian rupees

iPhone xr 128gb variant - price- 81,900/-indian rupees

iPhone xr 256gb variant - price- 91,900/-indian rupees

***Vahi iphone xs and iphone xs max ki starting prize 1,00,000 indian rupees se start hogi.

***FEATURES OF iPHONE XR***

◻️6.1 Inch lcd screen jo battery save karta hai.

◻️Screen resolution 1792 x 828 pixel hai.

◻️Apple a12 bionic processor ye processor neuron engine par work karta hai and processing capacity ko bhi badhata hai.

◻️Back camera 12 mega pixel ka single rial camera f/1.8 aperture ke sath diya hai.

◻️Iss iphone se aap 4000 video shoot kar sakte hai.

◻️Frant camera 7 mega pixel two depth selfy camera diya gaya hai.

◻️Seven lear color process diya gaya hai.

◻️Iss iphone xr ki design aerospace gred aluminum baids body se ki gai hai.

◻️iPhone xr wireless charging ko support karta hai.

Potential Factors Of Apple Ipad Pro -Lounch 30 October

Important:-Niche di sari detail apple ipad pro ke sambhavit features hai.

1.Apko ipad me face id di ja sakti hai. Apko ipad me big display dekhne ko mil sakta hai.

2.Ipad me apko tuch id,finger print sensor ke sath home button ko hatane ka feature diya gaya hai.

3.Iss tablet me usb-c type ki connectivity bhi di ja sakti hai.
To friends ye thi apple ipad pro and iphone xr ki thodi si jhalak. 

Ummid hai apko ab pata hi chal gaya hoga. Apple 30 october ko hone wale event me new apple ipad and macbook ko launch karega.

To friends aise hi important and helpful information aap chahte hai. To aaj hi hamare iss site ko subscribe kar le. Taki jo bhi post mai yaha dalu uski notification apko email dwara mil sake. Aur ye bilkul free hai.

Agar apko hamara aaj ka post achchha laga ya ab bhi apke man me koi sawal hai to aap comment jarur kare. Koi suggetion ho to aap contact us par de sakte hai.
Aap hamse yaha connect ho sakte hai...!!!

Facebook :- facebook page [Follow]

Twitter :- twitter page [Follow]

Google+ :- google+ page [Follow]

YouTube :- YouTube channel [Subscribe Now]

To friends aaj ke liye bas itna hi jald milenge apse ek naye intresting and important topic ko lekar tab tak ke liye namskar jai hind vande matram.

Post a Comment

Agar Post Achchha Lage To Comment Kare.

Previous Post Next Post