Facebook-Par-Colorfull-Font-Me-Kaise-Likhe |
Swagat Hai Aapka Tech Hindi Tricks Blog / Website Par.
Friends, Social media me sabse jada famous koi hai, to vo hai facebook. Facebook par ham daily kuchh na kuchh activity's karte hi rahte hai. Jaise post, comment,like and friends se chat. Par facebook par unhi logo ko jada pasand kiya jata hai. Jo auro se hatke hote hai. Iske liye log achchhi se achchhi post rojana dalte hai.
Par kya aap jante hai ki aap jo black color font use karte hai. Uske alava bhi aap aur colour font me post,comment and chat. Kar sakte hai. Agar nahi to chalo aaj ye sikh lete hai. Ki kaise ham colourful font me facebook par post comment and chat kar sakte hai.
Jaise ki ham sab jante hai ki normally black font hi sab jagah default font hoti hai. Isiliye ham jab bhi koi post, comment ya dosto se chat karte hai. To result black font me hi show hota hai. But aap iss black fount ko apne pasand se change bhi kar sakte hai. Iske liye aap niche diye gaye table ka nirikshan kar sakte hai.
Facebook Font Color-Code Chart
Sr.No | Code | Showing This Color |
---|---|---|
1 | <fg=b0ffd700> | Golden |
2 | <fg=b0000000> | Black |
3 | <fg=b0ff7f00> | Orange |
4 | <fg=b0ffff00> | Yellow |
5 | <fg=b0ff00ff> | Light Pink |
6 | <fg=b0ff007f> | Dark Pink |
7 | <fg=b0ff0000> | Redish Pink |
8 | <fg=b0800000> | Brown |
9 | <fg=b0ffc0cb> | Light Purple |
10 | <fg=b06f00ff> | Dark Blue |
11 | <fg=b0c0c0c0> | Grey |
12 | <fg=80ffffff> | Sky Blue |
13 | <fg=b000ffff> | Light Blue |
14 | <fg=b0bf00ff> | Purple |
15 | <fg=b08f00ff> | Dark Purple |
16 | <fg=b0808000> | Mehandi Green |
17 | <fg=b0f000f0> | majenta |
18 | <fg=b0ba55d3> | Light Purple |
19 | <fg=b00000ff> | Blue |
20 | <fg=b0b08080> | =Steel Grey |
21 | <fg=b0000080> | movve |
22 | <fg=b0964b00> | Light Brown |
23 | <fg=f0f00f0f> | Red |
24 | <fg=b000ff00> | Green |
To friends inn code ke sahare aap facebook par post, comment chat me colorfull font use kar sakte hai.
Jaise apko blue color me "hello, how are you?" likhna hai to aap "<fg=b00000ff> hello,how are you" likh kar ok kar de apko result "hello, how are you" milega.Jaise ki aap niche image me dekh sakte hai.
Jaise apko blue color me "hello, how are you?" likhna hai to aap "<fg=b00000ff> hello,how are you" likh kar ok kar de apko result "hello, how are you" milega.Jaise ki aap niche image me dekh sakte hai.
Colourfull-Post-Facebook
|
Important:-Ye codes facebook massenger me apply nahi honge agar aap isse try karenge to apne jo bhi code dala hai.Vo bhi show hoga.
Ex.- "<fg=b00000ff> hello,how are you"
Friends, Agar aap iss code ko try karte hai. To friends ye to sirf ek sample hai. Aap iss codes ke sath implement bhi kar sakte hai.
Ex.- <fg= iske aage 8 alphabet and digit mix hai. To aap yaha koi bhi alphabet ya digit change karke expiriment kar sakte hai. Apko alag alag colour milenge.
To friends aise hi important and helpful information aap chahte hai.To aaj hi hamare iss site ko subscribe kar le.Taki jo bhi post mai yaha dalu uski notification apko email dwara mil sake.Aur ye bilkul free hai.
Agar apko hamara aaj ka post achchha laga ya ab bhi apke man me koi sawal hai to aap comment jarur kare.Koi suggetion ho to aap contact us par de sakte hai.
Aap hamse yaha connect ho sakte hai...!!!
YouTube :- YouTube channel [Subscribe Now]
To friends aaj ke liye bas itna hi jald milenge apse ek naye intresting and important topic ko lekar tab tak ke liye namskar jai hind vande matram.
Post a Comment
Agar Post Achchha Lage To Comment Kare.